Wahabi Waseele ke Munkir he, Wisaal ke Baad Waseela lene ko Shirk va Haram kehte he..

Aaiye Aaj Unke hi Aqabiren ki Zubani deikhe..

PROOF-1
  Wahabi, Geir Mukallido ke Sheikhul Islaam Ibne Teimiya :-

Ibne Teimiya likhta he ki
Ham kehte he ki Saa'il Jab ALLAH TA'ALA se kehta he ki Me Tujse Fala ke Waseela Aur Fala Fariste ke Waseela Aur Ambiya va Saaleheen ke Waseele se Sawal karta hu Ya Fala Shaksh Ki Hurmat va Wajahat ke Waseela se Sawal karta hu to us Shaksh ki us Dua ka Takaja he ki ALLAH TA'ALA ki Baargaah me un Mukarbeen Jinka Waseela Peish kiya gaya he Wajahat va Azmat Ho Aur eyshi Dua Karna Sahi he.
(Fatawa Ibne Teimiya, Jild-1, Safa-211)
 
scan page
Front

(Ibne Teimiya ne Waseele lene ka inkaar kiya tha,
Alhamdolillah Haqq us se bhi Sabit he)

PROOF -2

Ibne temiya ke sagird ibne kaseer likhte he
Jab ibne temiya mar gaya tab aik jamat ne us ke gusal ka bacha hua pani piya aur Jis bairi se us ko gusal diya gaya tha is se baqiya bairi ko aik jamat ne apas me taqsim kar liya aur juo ki beis us ne  apni gardan me Jo pare wala daga dala tha Use aik sakhs ko use aik so pachas 150 dirham me diya gaya aur sar par Jo rumal tha is ke pachso 500 dirham diye gaye aur age likhte he log bagot dino subah shaam us ki kabar par Aate rahe aur is ke pas raat gujarte aur subah karte 
(al bidaya wanihaya, jild14 ,page-159)
scan page
PROOF-3

hazrat abdul rehman bin saeed bayaan karte hai ke hazrat abdullah bin umar radiallahu ta'la amho ka pav sun hogaya to ek aadmi ne in se kaha ke jo aapko sabse zyada logo mein mehboob hai
 usee pukariye to aap ne pukara ya muhammad
  ( yeh aaka alaihis salaam ke parda hone ke baad ka waqya hai)

(al kamiro taiyabu, page165) 
NOTE: ibne temiya ne is hadees ko" kya karna chahiye agar kisi sakhas ka pav sun ho jaye"  BAB ke tahat naqal kiya he jis se wajeh jo jata he ke ibne temiya  ke najdiq bhi pav sun ho jane par ya muhammad kahna zayz he shirk nahi
scan page

(Imam Bukhari Al Adabul Mufrad,  Pg : 217, Kitab 41 Gestures, Baab No  437: بَابُ مَا يَقُولُ الرَّجُلُ إِذَا خَدِرَتْ رِجْلُهُ ,’Kya Kare Wo Shaks Jab Pair Sunn Hojaye’ Hadees : 990 )

PROOF-4

Hazarat Umar Faruq radiallahu ta'la anhu se riwayat hai ki Nabi sallallaho alaihe wasallam ne farmaya,
Jab Aadam alaihe salam se ek khata sarzad ho gayi aur fir unhone ALLAH se is tarah dua ki,
''Aye Allah, mai Muahammed sallallaho alaihewasallam ke waseele se tujhse dua mangta hu, mujhe maaf kar de,''
to Allah Taala ne pucha, 'Tumne Muhammed sallallaho alaihe wasallam ko kaise jaana?'
to H.Aadam alaihe salam ne farmaya: Jab tune mujhe banaya tha tab maine apna sar upar ki taraf uthaya to dekha ki Arsh likha tha,
'LA ILAHA ILLALLAH MUHAMMADUR RASOOLULLAH'
tab mai samajh gaya ki inka maqam bahot Aalaha hai,
warna tumne ye naam apne naam ke sath nahi likha hota,
ALLAH TAALA ne farmaya:
''Maine tumhe bakhsh diya, aur wo tumhari hi aulado me se mere Akhri Rasool honge, aur maine unhi ke sadqe tumhe paida farmaya hai.''

Dusri Riwayat me hai ki
Jab ALLAH TAALA ne asman-o-zameen ko paida farmaya to
Arsh ke khambo per, Jannat ke darwazo per, Darakhto ki pattiyo par likha tha ki MUHAMMED sallallaho alaihe wasallam akhri Rasool hain,

Ye dono Riwayaten Saheeh hain,

[ Fatawa Ibn Taymiyya , vol. 2, page 150; also Ta'rikh Ibn Kathir , chapter on 'Story of Adam']

[Tabarani Mu'jam Al-Ausat Volume 006, Page No. 313-314, Hadith Number 6502]

Faut shuda se madad Talab karna 

PROOF-5

Gair muqallideen ke bani nawab siddiq hasan khan sahib ko jab koi mushkil pesh Aati toh is Tarah madad Maanga karte The

“Aye Mere Deen ke Qible Madad kar ,Aye Kaba E Imaan Madad kar ,Aye Ibne Qayyim Madad kar Aye Qazi shaukaani Madad kar

(HADIYATUL MEHDI ,JILD 1PAGE;23 Mtbu’a shaukatul islam BANGLORE, nafhut Taeeb:page 47,57)

scan page
Ye Ibne Qayyim aur Qazi shaukani Nwaab sahaab se dur bhi the aur Faut bhi ho chuke the lekin phir bhi madad ki jaarahi hai

PROOF-6

Aur dusri jagah  nawab siddiq hasan khan ne apni kitab”nafzul taiyab Safha 63”  me  imam kazi sokani se madad mangi
  scan page
 PROOF-7

  Wahabi Aur Geir Mukallido ke Bahot Bade Maane jane Wale Aalim Kazi Shawkani ka Nazariya Likhte he,

Me kehta hu ki Ambiya e Kiraam Alayhesalam ka Waseela Peish karne ke Jawaz par Imaam Tirmiji ki Hadees Bahot Badi Dalil he jo unhone Peish ki Aur kaha ki ye Hadees Hasan, Sahi, Garib he, Aur Imaam Nasaai, ibne Maja Aur ibne Khjeema ne Apni Sahi me use likha he Aur Imaam Hakim ne Farmaya ki Bukhari ki Sart par ye Hadees Sahi he.
(Tahfatul Zaakarei, Safa-37)

scan page

PROOF-8
  Wahabi, Geir Mukallido ke Mashoor Aalim Nawab Siddik Hasan khan ka Nazariya likhte he ki

Kishi NABI, Wali, ya Aalim ke Sath Tawassul karne me koi Harz nahi he, Ab ye Shaksh jo Qabr ke paas aaya Aur usne Qabr ki Ziyarat ki Aur Akele ALLAH ko Pukara Aur Us Qabr wale se Tawassul kiya Masalan yu kaha,
Tarjuma :

"Ay ALLAH me Tujse Sawal karta hu ki Muje Fala Bimaari se Shifa aata farma Aur me Tere taraf us Sahibe Qabr Neik Aadmi ki us Ibadat ka, jo usne Teri ibadat ki Aur Tere liye Mujahida kiya or khalista tere liye Taalim va Taalm ka kaam kiya, Tawassul ikhteyaar karta hu, to iske jawaz me koi Tardid nahi he.
(Majmua Rasaile Aqeeda, Jild-1, Safa-402, 403)

Alhamdolillah
Haqq Geiro se bhi Sabit he..
.
Wahabi, Geir Mukallido se Gujaris he ki Abhi bhi Waseele ke Munkir he to pehle Apne Aqabiren par Fatwa jarur lagaye.

Waseela Badmazhabo Se bhi Sabit H.