AAEYE  DEKHTE HAIN ZAHIL WAHANIYO KI TEHQIQ JO YAZEED KI TARAF DARI KARTE HE

SAB SE PEHLE WO HADEES DEKHTE HAIN JIS MEIN LASHKAR KA ZIKAR AYA HAI. YE NICHAY HADEES HAI. SAB PARHAIN TA KE PATA CHALE KE ZAKIR NAIK KAISE HADEES KO GHALAT TAREEKAY SE BAYAN KER RAHA HAI.
"Meri Umat Ka Phela Laskr Jo Qaiser Ke Shaher Mein Jung Kare Ga Un Ke Liye Magfirat Hai"

Hadees.

              Ham se is'haaq bin yazeed damishqi ne bayan kiya, kaha ham se yahya bin  hamza ne bayan kiya, kaha ke mujh se "THAUR BIN YAZEED" ne bayan kiya, un se Khalid bin mah'dan ne  aur un se umair bin aswad ansi ne bayan kiya ke wo ebada bin saamet radi Allah anho ki khidmat mein hazir hoey. Aap ka qayam sahil hams per apne he aik makan per tha. Aur aap ke sath(aap ki biwi) ummay haraam radi Allah anha bhi thien. Umair ne bayan kiya ke ham se ummay haraam radi Allah anha ne bayan kiya ke mein ne Nabi Kareem Sallallahu Alaihe Wasallam se suna hai,
Ek Hadees-E-Paak h ki Aap Sallallahu alaihe wasallam ne farmaya :-
"Meri Ummat ka sab se Pehla lashkar jo daryai safar ker ke jihaad ke liye jaeyga, us ne (apne liye Allah ki rahmat o maghfirat) wajib  ker li. Ummay haram radi Allah anha ne bayan kiya ke mein ne kaha tha Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam!
Kiya mein bhi un ke sath hoongi?
                      Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya ke haan tum bhi un ke sath hogi. Phir Nabi kareem Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya  "sab se pehla lashkar meri ummat ka jo qaisar ke sheher per hamla krega unki maghfirat hogi  Mein ne kaha mein bhi un ke sath hoongi Ya Rasoolallah Sallallahu Alaihe Wasallam!
       Aap Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya ke Nahe.
(Sahih Bukhari, vol 4. page 345, Hadees 2924.)
Scan Page:-
Sab se pehle lashkar mein kaun tha aaeye Tareekh parhte hain

YAZEED SAB SE PEHLE LASHKAR MEIN TO NAHI THA

Qaisar ka sheher koi bhi ho sakta hai. Missal ke tor per qabras, rome qustuntuniya ye sab qaisar ki badshahi mein ate thy. Is mein kisi khaas sheher ki taraf ishara nhe kiya gia balke qaisar ke sheher per hamla kerne ka farmaya gia. Jaise 27 hijri mein ameer muawiya radi Allah anho ne qaisar ke sheher qabras per behri hamla kiya. Ab aaeen dekhte hain qaisar ke sheher per hamlay hone ki Tareekh

42 Hizri mein bilad e rome per kis ne hamla kiya

 Is saal musalmanoon ne laan aur rome se jehad kiya aur unko shikast fash di. Aur batreekoon ki aik jamat ko qatal kiya gia.
(Tareekh tabri vol 4 page 32.)
Is saal musalmanoon ne lynoon aur romeon se jung ki aur un ke amra aur generals mein se bahut se admiyoun ko qatal ker diya gia.
(Al.bidaya wan.nahaya, vol 8 page 37)

43 Hizri mein bilad e rome pr kis ne hamla kiya.

Is saal mein busar bin artaat ne bilad e rome se jung ki hatta ke qustuntunia ke sheher tak pohanch gia. Aur waqdi ke khyal mein mausam e sarma un ke mulk mein guzara.
(Tareekh ibn kathir, al.bidaya wan.nahaya, vol 8, page 37.)

Waqdi ka zaham hai ke busar bin artaat ne is saal  rome se jung ki aur issi sar'zameen per jharroon ki fasal guzar di aur Qustuntunia tak ponch gia.
(Tareekh Tabri, Vol 4, Page 39.)

Dosto! Pata chala ke pehla lashkar ameer muawiya radi Allah anho ke ba'd jo romeon matlab qaisar ke sheher waloon se larrne gia wo 42 hijri mein tha. Aur ager qaisar ka sheher qustuntunia he murad lena hai to Tareekh tabri aur Tareekh ibn katheer ke mutabik basar bin artaat 43 hjiri mein qaisar ke sheher qustuntuniya mein pohanch gaey the. To is ka matlab hua ke busar bin artaat wala lashkar jannati hai.

44 Hizri mein bilad e rome per kis ne hamla kiya?

Is saal mein abdur rahman bin Khalid bin walid radi Allah anho ne bilad e rome ke sath jung ki aur musalman bhi aap ke sath the. Aur unhoon ne mausam e sarma wohi guzara. Aur issi mein busar bin abi artaat ne samunder mein jung ki
(Tareekh ibn kathir, al.bidaya wan,nahaya vol 8, page 42)

Is saal abdur rahman bin waleed ke sath musalman bilaad e rome mein dakhil hoey aur sardiyoun ka mausam wohi guzara aur basar bin artaat ne darya mein jung ki.
(Tareekh Tabri Volume 4, Page 62)

45 Hizri mein kahan hamla hua.

Is saal ziyaad ke khurasani naib al.hukam bin umroo ne ziyad ke hukam se jabal-al-asal se jung ki aur un mein se bahut se logoon ko qatal kiya aur bahut se amwaal maal e ghanimat mein hasil kiye.
(Al.bidaya wa.nahay vol 8, page 45.)

is saal abdur rahman bin Khalid radi Allah anho rome mein sardiyaan guzari.
(Tareekh Tabri, Vol 4, Page 70)

46 Hizri mein bilad e rome per kis ne hamla kiya?

Is saal musalmanoon ne apne ameer Hazrat abdur rahman bin Khalid bin walid radi Allah anho ke sath bilad e rome mein guzara. Aur baz ka qol hai ke unka ameer koi aur shakhs tha.
(Al.badaya wan.nahaya vol 8, page 46)

Is saal maalik bin ubaidallah ne sar'zameen rome mein sardiyaan guzari. Abdur rahman bin Khalid radi Allah anho wa maalik bin habeera sakooni ka naam bhi liya gia hai. Is saal abdur rahman  bin Khalid radi Allah anho rome mein hams ki taraf aaey.
(Tareekh Tabri Vol 4, Page 70)

47 Hizri mein musalmanoon ne kia kiya?

Is saal musalmanoon ne mausam e sarma bilad e rome mein guzara. Aur is mein Hazrat Muawiya radi Allah anho ne hazrat Abdullah bin umroo bin il-aas radi Allah anho ko diyar e misar se mazool kr ke hazrat muawiya bin khadij ko wahan ka hakim muqarar kiya.
(Al.bidaya Wan.Nahaya, Vo 8, Page 48.)

Is saal maalik bin habeera na sar'zameen e rome mein aur abu abdur rahman qaini ne intakia mein sardiyaan guzari.
(Tareek Tabri vol 4, page 71.)

48 Hizri mein bilad e rome per kis ne hamla kiya?

Is saal abdur rahman al.qutni ne musalmanoon ke sath bilad e intakia mein mausam e sarma guzara aur issi mein uqba bin aamir ne ahle misar se samunder mein jung ki.
(Al.bidaya Wan.Nayaha, Vol 8, Page 49.)

Is saal maalik bin habeera sakooni ne darya mein jung ki.
abdur rahman bin qaini ne intakia mein sardiyaan guzari aur Abdullah bin qais fazari ne garmiyoun ka jehaad kiya.
(Tareekh Tabri Vol 4 , Page 72. )

49 Hizri mein bilad e rome per kis ne hamla kiya?

1:Is saal maalik bin habeera ne zameen e rome mein sard mausam guzara.
2:      Fazala bin ubaid ne jarya mein jung ki, fatah hasil hoi aur bahut se qaidi haath aey.
3:    Abdullah bin koza bijli ne garmiyoun mein hamla kiya.    Uqba bin nafeh ne darya mein jung ki aur ahle miser ke sath sardiyaan guzari.
4: yazeed ne jung ki yahan tak ke qustuntuniya tak pohanch gia.
Ibn abbas, ibn umer, ibn zubair aur abu ayyub ansari radi Allah anhum us ke sath the.
(Tareekh Tabri Vol 4, Page 72)
1: Is saal yazeed bin muawiya ne bilad e rome ke sath jung ki.             
  Hatta k sadat e sahaba radi Allah anhum ki aik jamat ke sath          
jis mein Hazrat ibn umer, hazrat ibn abbas, hazrat ibn zubair aur hazrat abu ayyub ansari radi Allah anhum shamil the qustuntunia pohanch gia.
2: Aur issi saal maalik bin habeera fazari ne roomiyoun ke ilaqay       mein mausam e sarma guzara. Aur issi saal mein fazala bin            ubaid ka ghazwa hua.aur wohi mausam e sarma guzara aur sheher ko fatah ker ke bahut si ghaneemat hasil ki.
3:  Aur issi saal Abdullah bin karz ki garmai jung hoi aur issi mein ta'oon ki waba koofa mein parri.
(Al.bidaya Wan.nahaya, vol 8, page 49.)
"Hazrat E Mawiyah Ne Ek Laskar Tayyar Kiya 50 Hijri Mein,UsKe Ameer Hazrat Sufiyan Bin Aaouf Ko Banaya Aur Yazeed Ko Bhi Ghazwah Mein Shamil Hone Ke Liye Kaha Mager Us Ke Heele Bahane Se Woh Ruk Gaya,Jub Phele Lashkar Room Phoncha To Wahan Aise Mouliq Bemari Ho gayi,Ye Baat Hazrat E Mawiyah Ko Pata Chali,Yazeed Ne Khush Hokar Kuch Ash'ar Parhe"
Ash'ar Ye The:
"Mujhe Parwah Nahi Ke In Lashkaroun Per Bukhar Aur Tangi O Takleef Ke Balain Aa parain,Jub Ke Mein Der Meran Ounchi Masnad Per Takiya Laga Kar Betha Hu Umaiye Kulsoom Ko Apne Pass Liye Betha Hun"
Ye Ash'ar Ameer E Mawiyah Tak Phounche To Unho Ne Qasam Khai Ke Ye Taqleef Is Ko Bhi Honi Chahiye.
umaiye Kulsom bint E Abdullah Ibne Amir Yazeed Ki Biwi Thi.
{Ibne Aseer:3/189}

Allama Badruddin Aini Apni Sharha Mein Youn Likhte Hain:
"Hazrat Mawiya Ne Ek Laskar Jis Ke Ameer,Sufiyan Bin Aouf,Ibne Abbas,Ibne Omar,Ibne Zubair Aur Ayub Ansari The Aur Ye Lashkar Shaher Ko Fateh Karte Huwe Wahan Shaheed Ho gaye,Yazeed Ke Sarparasti Mein Itne Jalil Ul Qadar Sahabi Un Ke Matehat Kaise Hote,Aur Yazeed Ameer Ka Ahal Na Tha"
{Umdatul Qari Shahrah Sahi Bukhari:6/649}

50 Hizri mein bilad e rome per kis ne hamla kiya.?

Aur isi saal busar bin artaat aur sufiyan bin oaf ne sarzameen rome se jung ki aur isi mein fazala bin ubaid ne behri jung ki.
(Al.bidya Wan.nahaya. vol 8, page 66.)

Is saal basar bin artaat aur sufiyan bin azdi ne sar'zameen rome se jung ki aur ye bhi kaha jata hai ke fazala bin ubaid ansari ne darya mein jung ki
(Tareekh Tabri Vol 8 Page 73.)

Allama Ibne Aseer Likhte Hain:
"Hazrat E Mawiyah Ne Ek Laskar Tayyar Kiya 50 Hijri Mein,UsKe Ameer Hazrat Sufiyan Bin Aaouf Ko Banaya Aur Yazeed Ko Bhi Ghazwah Mein Shamil Hone Ke Liye Kaha Mager Us Ke Heele Bahane Se Woh Ruk Gaya,Jub Phele Lashkar Room Phoncha To Wahan Aise Mouliq(jaan laiwa) Bemari Ho gayi,Ye Baat Hazrat E Mawiyah Ko Pata Chali,Yazeed Ne Khush Hokar Kuch Ash'ar Parhe"
Ash'ar Ye The:
"Mujhe Parwah Nahi Ke In Lashkaroun Per Bukhar Aur Tangi O Takleef Ke Balain Aa parain,Jub Ke Mein Der Meran Ounchi Masnad Per Takiya Laga Kar Betha Hu Umaiye Kulsoom Ko
Apne Pass Liye Betha Hun"

umaiye Kulsom bint E Abdullah Ibne Amir Yazeed Ki Biwi Thi
{Ibne Aseer:3/189}

Summary details
 pehla lashkar ameer muawiya radi Allah anho ke ba'd jo romeon matlab qaisar ke sheher waloon se larrne gia wo 42 hijri mein tha
Dusra hamla 43 hijri me hua uske Ameer busar bin artaat the . Aur ager qaisar ka sheher qustuntunia he murad lena hai to Tareekh tabri aur Tareekh ibn katheer ke mutabik basar bin artaat 43 hjiri mein qaisar ke sheher qustuntuniya mein pohanch gaey the.
Tisra hamla 44 hijri me hua uske ameer Abdurehman ben Khalid ben Waleed the  uske baad 45,46,47 me hamala hua aur uske baad 49 hijari me yazeed us lashkar ke sath tha  yani yazeed satve 7thlashkar me tha naki pehle lashkar me aur bukhari sarif ki hadees me he ki "Meri Umat Ka Phela Laskr Jo Qaiser Ke Shaher Mein Jung Kare Ga Un Ke Liye Magfirat Hai"

Kya Yazeed Jannati H ?