Mas'alah: Jab Qurbani Ki Sharte'n Payi Jaye (Qurbani Kis Per Wajib) To Ek Bakri Ya Bheed Ka Zibah Karna Ya Oont , Gaay , Bhains Ka Saatwa'n (7wa) Hissah Wajib Hai. Isse Kam Nahi Ho sakta.
Yaha Tak Ke Agar Kisi Shareek Ka Hissah Saatwe'n (7we) Se Kam Hai To Kisi Ki Qurbani Sahi Na Hogi.
Haan Saat(7) Se Kam Shareek Hon Aur Hisse Bhi Kam-o-Besh Hon Lekin Kisi Ka Hissah Saatwe'n (7we) Se Kam Na Ho To Jaaiz Hai.
Mas'alah: Qurbani Ke Sab Shariko'n Ki Niyyat Taqarrub (Yaani Sawaab Pana) Hona Chahiye Khaali Ghosht Haasil Karna Na Ho
Lihaza Aqeeqah Karne Wala Shareek Ho Sakta Hai (Ke Aqeeqah Bhi Taqarrub Ki Ek Surat Hai.

(๐Durre Mukhtaar)