Namaz(Farz)Ba-Jama'at k liye kab khara hona chahiye ?


Namaz(Farz)Ba-Jama'at k liye kab khara hona chahiye ? 

●●HADEES●● Hazrat Abu Qatadah Radiallahu taala anhu. bayan karte hain ki: Rasoolullah {ѕαℓαℓℓαн нυ αℓℓαyнι ωαѕαℓℓαм} ne farmaya, Jab Namaz ki Aqamat ho to us waqt tak na khade ho, Jab tak Mujhe Na dekh lo.
●●► Muslim, Kitab Mawazeus Salaat, Hadees No. 1324-1325,
●●► Bukhari, Hadees No.637-638-909,
●●► Abu Dawood, Hadees No. 539-540,
●●► Tirmizi, Hadees No. 592,
●●► Nisai, Hadees No. 686-789,

► Aaj sare Wahabi Deobandiyo ki Masjid me Takbeer ke shuru ‘Allahu Akbar Allahu Akbar’ se hi uthkar khade ho jate hain,
► Pahele hi khada hona Ta’azime Rasool SALLALLAHU ALAIHI WASALLAM ke khilaaf hai.. Wahabiyon ko ek pal huzur ki ta’azim gawara nahi isliye woh log pahele hi se khade ho jate hai.