NAMAAZ


Namaz Padhne ka Jo TAriqa Hai Usme Baaz Cheezen Farz hain ke Inke Baghair Namaaz hogi hi Nahi

Baaz Wajib Hain Ke Agar Qasdan(Jaanbujh kar/Knowlingly) Chod Diya jaye to Gunah bhi Hoga aur Namaaz Ko bhi Dohrana Padega.Aur Agar Bhool Kar(Sahwan) inku Choda to Sajda e Sahu Karna Wajib hoga aur

Baaz Baten Sunnate Mokadda hain, ke inku Chodne ki Aadat Gunah hai.

Aur Baaz Mustahab Hain ke Inko Karen To Sawaab Aur agar na kare to koi Gunah Nahi .





Faraiz e Namaz

Namaaz Ke Wajibaat 

Namaaz ki Sunnaten

Namaaz Ke Mustahabaat

Raka'aton Ki Tadad Aur Niyyat Ka Tariqa

Namaaz Padhne Ka Tariqa

Namaaz Me Awraton Ke Chand Khaas Masail

Namaaz Ke Baad Zikr O Dua

Jamaat O Imamat Ka Bayan

Namaaz FAsid Karne Wali Cheezen

Witr Ki Namaaz

Namaaz Ki Ahmiyat Hadees Shareef Se