KYA RASOOLULLAH ﷺ KI PAIDASHI 12 RABILAWAL KO HUI ??

1️⃣Shah Abdul Haq Muhaddis Dehelvi ki gawahi:
.
Miladun Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ki tarikh ka zyada sahih qaul 12 Rabiul Awwal hai.
Aur Makka Moazza me bhi Miladun Nabi manaya jata tha.
(Madarijun Nabuwwa J-2 Pg.23)
Scan Page
2️⃣KINGDOM OF SAUDI ARAB KA FATWA
HUZOOR SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM KI WILADAT 12 RABIUL AWWAL KO HUWI...!
Scan Page
3️⃣Abdul wahab najdi apne kitab sirate Rasool ﷺ
Par likhta hain
Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam 12 Rabilawal ko paida hue
Scan page
4️⃣Nabi Pak (صلی اللہ علیہ وسلم) Ka Youme Padaish 12 Rabi-Ul-Awal Hain
Deobandiyo ka Mufti-e-Azam Mashoor Molvi shabir usami Deobandi Ne Apne kitab
”seerat katimul Ambia ﷺ
Mein lika ha ka NABI PAK
‎ﷺ
12 Rabilul Awal ko Dunia Main Jalwa gar huye.
Is kitab main deogandioun ka akbreen na takezen likien. Aur is baat ko takweat di ka Yeh Baat Sahih Hain ,Hussain Ahmed Madni Ne to yahan tak lik dia ka in buzurgoun ki theroun ka bad hum jase nakamoun ka Kuch b likna beadbi Hain
Aab Jo deogandi NABI PAKﷺ
ka 12 Rabil-ul-Awal hone ka munkir hain wo beadb aur nakame huye.
Scan Page
5️⃣Tarikh Ke Shehenshah Imam Zahbi ne Apne kitab mein
Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam ki
wiladat ki tarikh 12 Rabiul Awwal likha hai:
(Tarikhe Islam Pg.25)
Ek aur jajgah Dusri sanad ke sath likha hai:
(Tarikhe Islam pg.27)
Scan Page:
Tareekh-e-Wisaal
Imam Zahbi ne
Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam k Wisaal
ki tarikh 2 Rabiul Awwal likha hai:
(Tarikhe Islam Pg.568)
Scan Page:
6️⃣Imam Qastalani
farmate hain:
Nabi Sallallaho alaihe wasallam 12 Rabiul Awwal ko Makkah Sharif me paida hue aur
isi din Makkah ke log apki wiladat ki jaga ki ziyarat karne aaye.
Ye mash'hur
hai ki aap ki Wiladat 12 Rabiul Awwal me Peer ke roz hui.
Ibn Ishaq
(rah) aur Deegar Ulama ne isey riwayat kiya.
[Al Muwahib al
Laduniya, Volume 1, Page No. 88]
7️⃣Huzoor Sallallahu Alaihi Wa Sallam Ki Wiladat Ba Sa'adat Rabi Ul Awwal Ki 12ween Tareekh Ko Hui.
Ibn E Hisham Seeratun Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam(Kamil) Se Sabit..
Scan Page
8️⃣Imam Ibn-e-Ishaq (85-151 AH) Farmate Hain
Allah ke Nabi Sallallahu Alahi Wasalaam 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul -Feel me paida hue.
(Ibn-e-Jauzi in Al-Wafa, Page 155)
Scan Page
9️⃣Allama Ibn-e-Hisham (213 H) Farmate Hain
Allah ke Nabi Sallallahu Alahi Wasalaam Peer ke din 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel me paida hue.
(Ibn-e-Hasham in As-Sirat-un-Nabawiya, Vol. 1, Page 183)
Scan Page
1️⃣0️⃣Imam Ibn-e-Jareer Tabari (224-310 H): Allah ke Nabi (ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ ) Peer ke dina 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul-Feel me paida hue.
(Tarikh-ul-Tabari Vol 5, Page 125)
Scan Page
1️⃣1️⃣Allama Ibn-e-Khaldun (732-808 H): Allah ke Nabi ( ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺁﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ ( 12 Rabi-ul-Awal ko Aam -ul-Feel me paida hue. Ye Badshah Kasra Noshairwan ka 40va saal tha.
(Ibn-e-Khaldun in At-Tarikh Vol. 2, Page 407)
Scan Page
1️⃣2️⃣Nabi Kareem ﷺ Ki Yaum E Wiladat 12 Rabi Ul Awwal Peer K Din Huwi
HADEES
Imam Abu Baqr Ibn Abi Shayba Rahmatullah Alaih (Al Mutwaffa 235 Hizri) Apni Musannaf Me Sahi Sanad Se Hadees Likhte Hai Jisko Wahabiyo kay Imam Hafiz Ibn Kathir Ne Apni Kutoob E Sirat Me Nakl Kiya
SANAD:-
Hazrat Abu Baqr Ibn Abi Shayba → Hazrat Affan → Hazrat Saeed Ibn Meena → Hazrat Abbas Aur Hazrat Jabir Ibn Abdullah
MATAN:-
“Hazrat Affan Ne Hazrat Saeed ibn Meena Se Rivayat Kiya Wo Farmate Hai Maine Hazrat Abdullah Ibn Abbas Aur Hazrat Jabir Ibn Abdullah Radi Allaho Taala Anhuma Azmayeen Se Suna Wo Dono Farmate The Huzoor Rehmat E Aalam Ki Wiladat Peer K Din 12 Rabi Ul Awwal ko Huwi”
Ibn Kathir Aage Likhte Hai ‫وهذا هو المشهور عند الجمهور‬
‎‫والله أعلم‬
Yehi Kaul Jamhoor Muhadiseen k Nazdeek Hai
Reference :
(Hafiz Ibn Kathir Al Sira Al Nabawiyya Vol : 01, Pg : 199)
(Al Badaya Wal Nihaya Vol : 02, Pg : 160)
Scan Page
1️⃣3️⃣AALAHAZRAT AUR TARIKH-E-WILADAT-E-NABI Sallallaho Alaihe Wasallam:
.
AalaHazrat per Ilzam lagane wale Wahabi, Kehte hain ki AalaHazrat ne Fatawae Razviya me Nabi alaihe salam ki wiladat 8 Rabiul Awwal hi likhi hai,
.
Ye ek Jhuta Ilzam hai,. Aur Wahabiyo ki Makkari hai.
.
Niche Fatawae Razviya ka page aap logo ke samne pesh kiya hai,
AalaHazrat ne tamam aqwal ko shumar kiya, ki Wiladat par 2, 8, 10, 12, 17, 22 tarikh ke aqwal bhi maujud hain,
fir iske baad Mawahibul Laduniya aur Madarijun Nabuwwa ke Hawale se 12 Rabiul Awwal ko hi mash'hur aur zyada sahi qarar diya hai,
(Fatawae Razviya, J-26, Pg.411)
Andhe WAHABIYO, dekho Fatwae Razviya me kya likha hai??
Scan Page 👇🏻