
.
Miladun Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ki tarikh ka zyada sahih qaul 12 Rabiul Awwal hai.
Aur Makka Moazza me bhi Miladun Nabi manaya jata tha.
(Madarijun Nabuwwa J-2 Pg.23)
Scan Page

HUZOOR SALLALLAHO ALAIHE WASALLAM KI WILADAT 12 RABIUL AWWAL KO HUWI...!
Scan Page

Par likhta hain
Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam 12 Rabilawal ko paida hue
Scan page

Deobandiyo ka Mufti-e-Azam Mashoor Molvi shabir usami Deobandi Ne Apne kitab
”seerat katimul Ambia ﷺ
Mein lika ha ka NABI PAK
ﷺ
12 Rabilul Awal ko Dunia Main Jalwa gar huye.
”seerat katimul Ambia ﷺ
Mein lika ha ka NABI PAK
ﷺ
12 Rabilul Awal ko Dunia Main Jalwa gar huye.
Is kitab main deogandioun ka akbreen na takezen likien. Aur is baat ko takweat di ka Yeh Baat Sahih Hain ,Hussain Ahmed Madni Ne to yahan tak lik dia ka in buzurgoun ki theroun ka bad hum jase nakamoun ka Kuch b likna beadbi Hain
Aab Jo deogandi NABI PAKﷺ
ka 12 Rabil-ul-Awal hone ka munkir hain wo beadb aur nakame huye.
ka 12 Rabil-ul-Awal hone ka munkir hain wo beadb aur nakame huye.
Scan Page

Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam ki
wiladat ki tarikh 12 Rabiul Awwal likha hai:
wiladat ki tarikh 12 Rabiul Awwal likha hai:
(Tarikhe Islam Pg.25)
Ek aur jajgah Dusri sanad ke sath likha hai:
(Tarikhe Islam pg.27)
Scan Page:
Tareekh-e-Wisaal
Imam Zahbi ne
Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam k Wisaal
ki tarikh 2 Rabiul Awwal likha hai:
Nabi kareem Sallallahu Alahi Wasallam k Wisaal
ki tarikh 2 Rabiul Awwal likha hai:
(Tarikhe Islam Pg.568)
Scan Page:

farmate hain:
Nabi Sallallaho alaihe wasallam 12 Rabiul Awwal ko Makkah Sharif me paida hue aur
isi din Makkah ke log apki wiladat ki jaga ki ziyarat karne aaye.
Ye mash'hur
hai ki aap ki Wiladat 12 Rabiul Awwal me Peer ke roz hui.
Ibn Ishaq
(rah) aur Deegar Ulama ne isey riwayat kiya.
isi din Makkah ke log apki wiladat ki jaga ki ziyarat karne aaye.
Ye mash'hur
hai ki aap ki Wiladat 12 Rabiul Awwal me Peer ke roz hui.
Ibn Ishaq
(rah) aur Deegar Ulama ne isey riwayat kiya.
[Al Muwahib al
Laduniya, Volume 1, Page No. 88]
Laduniya, Volume 1, Page No. 88]

Ibn E Hisham Seeratun Nabi Sallallahu Alaihi Wa Sallam(Kamil) Se Sabit..
Scan Page

Allah ke Nabi Sallallahu Alahi Wasalaam 12 Rabi-ul-Awal ko Aam-ul -Feel me paida hue.
(Ibn-e-Jauzi in Al-Wafa, Page 155)
Scan Page

Allah ke Nabi Sallallahu Alahi Wasalaam Peer ke din 12 Rabi-ul-Awal me Aam-ul-Feel me paida hue.
(Ibn-e-Hasham in As-Sirat-un-Nabawiya, Vol. 1, Page 183)
Scan Page


(Tarikh-ul-Tabari Vol 5, Page 125)
Scan Page


(Ibn-e-Khaldun in At-Tarikh Vol. 2, Page 407)
Scan Page


HADEES
Imam Abu Baqr Ibn Abi Shayba Rahmatullah Alaih (Al Mutwaffa 235 Hizri) Apni Musannaf Me Sahi Sanad Se Hadees Likhte Hai Jisko Wahabiyo kay Imam Hafiz Ibn Kathir Ne Apni Kutoob E Sirat Me Nakl Kiya
SANAD:-
Hazrat Abu Baqr Ibn Abi Shayba → Hazrat Affan → Hazrat Saeed Ibn Meena → Hazrat Abbas Aur Hazrat Jabir Ibn Abdullah
MATAN:-
“Hazrat Affan Ne Hazrat Saeed ibn Meena Se Rivayat Kiya Wo Farmate Hai Maine Hazrat Abdullah Ibn Abbas Aur Hazrat Jabir Ibn Abdullah Radi Allaho Taala Anhuma Azmayeen Se Suna Wo Dono Farmate The Huzoor Rehmat E Aalam Ki Wiladat Peer K Din 12 Rabi Ul Awwal ko Huwi”
Ibn Kathir Aage Likhte Hai وهذا هو المشهور عند الجمهور
والله أعلم
Yehi Kaul Jamhoor Muhadiseen k Nazdeek Hai
والله أعلم
Yehi Kaul Jamhoor Muhadiseen k Nazdeek Hai
Reference :
(Hafiz Ibn Kathir Al Sira Al Nabawiyya Vol : 01, Pg : 199)
(Al Badaya Wal Nihaya Vol : 02, Pg : 160)
(Al Badaya Wal Nihaya Vol : 02, Pg : 160)
Scan Page


.
AalaHazrat per Ilzam lagane wale Wahabi, Kehte hain ki AalaHazrat ne Fatawae Razviya me Nabi alaihe salam ki wiladat 8 Rabiul Awwal hi likhi hai,
.
Ye ek Jhuta Ilzam hai,. Aur Wahabiyo ki Makkari hai.
.
Niche Fatawae Razviya ka page aap logo ke samne pesh kiya hai,
AalaHazrat ne tamam aqwal ko shumar kiya, ki Wiladat par 2, 8, 10, 12, 17, 22 tarikh ke aqwal bhi maujud hain,
fir iske baad Mawahibul Laduniya aur Madarijun Nabuwwa ke Hawale se 12 Rabiul Awwal ko hi mash'hur aur zyada sahi qarar diya hai,
(Fatawae Razviya, J-26, Pg.411)
Andhe WAHABIYO, dekho Fatwae Razviya me kya likha hai??
Scan Page
👇🏻

