1-Hazrat Anas bin malik Bayan karte Hain ki Rasol Allah ﷺ farmaya mairaj ki shab mein Hazeat Mosa Alehsalam kay paas aaya ek Riwayat mein hai mera Kasibe Ahmar kay paas se Guzar howa (main nay dekha ) kay hazrat mosa Alehsalam apni Qabar mein Namaz padh rahe thy
Sahih Mislim Sharif Mutarjim vol 3 Hadees number 6107 6108
_Mutarjim Gulam Rasol saidi_

Hazrat Anas bin malik Bayan karte Hain ki Rasol Allah ﷺ farmaya mairaj ki shab mein Hazeat Mosa Alehsalam kay paas aaya ek Riwayat mein hai mera Kasibe Ahmar kay paas se Guzar howa (main nay dekha ) kay hazrat mosa Alehsalam apni Qabar mein Namaz padh rahe thy
Sahih Mislim Sharif Mutarjim vol 3 Hadees number 6107 6108
_Mutarjim Gulam Rasol saidi_
2-Hazrat Anas bin malil se Riwayat hai ki
“Huzoorﷺ nay irshad farmaya ki Meraj ki Raat main Hazrat Mosa kalim ullah kay laal Tely kay paas pahuncha Aap Apni qabar mein khade hokar Namaz padh Rahe thy”
*Sunan Nasai Vol 1 hadees number 1624.1625.1626*
_Mutarjim maulan dost mohammad shakir_
➖➖➖➖➖➖
3-Imam Ibne Hujar Bukhari sharif ki sharah mein Likhte hain
“Naqal kay lihaz se Ambiya ka zinda Hona Sabit Hai tu Daili E Aqli Aur Qayas Bhi Iski Ta’ed Karta hai aUr Ye ky Shuhada Nas’se Quan Ki Roshni mein Zinda Hain Aur Hazrat Ambiya tu Shuhada se Aala wa Afzal Hain
*Fathul Baari Sharah Bukhari vol 6 page 488*
➖➖➖➖➖➖
4-
Ambiya kiram Apni Qabron mein zinda Hain.
Hazrat Sa’eid Bin Abdul Aziz bayan karte hain waqiya hurra kay Dauran Huzoor ﷺ ki Masjid mein 3 Din Tak Azan Nahi howi Aur na Aqamat Hi kahi gai isi Dauran Hazrat sa’eid Bin musaiyab masjid mein hi rahe uneh Namat kay Auqat ka is tarah se pata chalta tha ki Nabi Karimﷺ ki Qabre Mubrak say Halki see awaaz Aati thi
Sunan Darmi Hadees 94 vol 1
➖➖➖➖➖➖
5-Hazrat mulla Ali qari apni sharah mein Hadees Naqal farmate hain
Hazrat sa’eid bin Abdul aziz se marvi hai farmate Hain waqiya Hurra kay mauqe per 3 Rooz tak Masjid e Nabvi mein Na Azan howi Aur Na Namaz Hazrat SA’eid bin musaiyab Masnid se bahar Na nikal paaye Hazrat ibne musaiyab in dino Namaz kay waqat ka Ta’Ayun ek Awaz say karte thy Jo Nabi karim ﷺ ki Qabre mubarak se Aahista Gungunahat jaisi Awaz Aati thi
Mirqat sharah mjshqat Hadees no 5951 page 188 vol 11
Mutrajim wahabi Hai
Ambiya kiram Apni Qabron mein zinda Hain
➖➖➖➖➖➖➖➖
6-Hazrat Mulla Ali Qari Aur Aqida Hayat un Nabi
Hazrat mulla Ali qari Rahmatullah Aleh Farmate Hain
“shabe Meraj Ambiya Apni Rooh Aur jism Kay Sath Hazir Hone Ki Taa’ed Nabi Karinﷺ Wo Hadees Karti Hai ki Nabi Karim ﷺ Nay Farmaya Ki Hazrat Mosa Ahlehsalam Apni Qabar Mein Kahde Namaz Padh Rahe thay” Pas Namaz Aur Mukhtalif Aamal ka Baja laana tu Jismon Ka kaam Hai Sirf Rooh Ka Kaam Nahi
Mirqaat Sharah Mishkaat Page 571
➖➖➖➖➖➖➖➖
7-Wahabion kay imam Qazi Shaukani likty hain
“Huzor ﷺ wafat kay baad apni qabar mein Zinda Hain Jaisa Ki hades mein Aaya Hai ki Ambiya aoni Qabron mein Zinda hain aur Behqi nay is ko sahih kaha hai aur is masla mein unaho nay ek risala bhi likha hai ustad abu mansoor albagdadi farmate hain ki hamare Ashab mein MUhaqiq wa mutkallamin ka irshad hai ki huzorﷺ wafat kay baad zinda hain unka bayan khatam howa aur iski Ta,eid ye bhi karti hai ki shuhada zinda hain aur qabron mein unko rizq diya jata hai aur huzor bhi shahid hain
Neel ul Awtaar kitab ul Manasik page 319
➖➖➖➖➖➖➖
8-Hazrat mulla Ali qari apni sharah mein Hadees Naqal farmate hain

Mirqat sharah Mishqat Hadees no 5951 page 188 vol 11

9-Hazrat Abdullah Ibne Masood Riwayat karte Hain ki Huzoor ﷺ Nay Irshad Farmaya
”Be shak Allah Taala Ki Zamin per Ghomne Wale Khuch Farishte Hain jo Mujhe Meri unmat Ki Taraf say Salam Pahunchaty Hain”
Shuayebul Imaan vol 2 page 225
10-Hazrat Abdullah bin Umar Radi allah naha Jab kisi safar say Wapis Aate Tu Rasool Allah ﷺ ki Qabre Anwar Kay Paas Aakar kaha Karte
Assalam Alaika Ya Rasol Allah ﷺ
Assalam Alaika Ya aba bakar
Asslam Alaika ya Abitaah
Sunan al Kubra 402 Baab Ziarat Qabrun Nabi ﷺ
➖➖➖➖➖➖➖➖
11-Hazrat Abdullah bin Umar Radi allah naha Jab kisi safar say Wapis Aate Tu Rasool Allah ﷺ ki Qabre Anwar Kay Paas Aakar kaha Karte
Assalam Alaika Ya Rasol Allah ﷺ
Assalam Alaika Ya aba bakar
Asslam Alaika ya Abitaah
Musannaf Abdur Razak vol 3 page 383
➖➖➖
Note-Hazrat Shaikh Noorul Haq ibne Hazrat Shah Abdul Haq Muhaddis Dehlvi rahmatullah Ahleh farmate Hain
”Mukhtaar Qaul Aur Jamhoor Ka Mazhab ismein Yahi Hai ki Ambiya Alehsalam Maut ka Zayeqa Chkhne kay baad Zinda Hain Aur Hayat e Duniyawi Kay Sath zinda Hain”
☞Taisarul Baari Sharah Bukhari vol 3 page 262☜
12-Hazrat Abdullah Ibne Masood Riwayat karte Hain ki Huzoor ﷺ Nay Irshad Farmaya

Shuayebul Imaan vol 2 page 225 (Tarjama wahabi)
➖➖➖➖➖➖➖
13-Hazrat Aaisha Radiallahanha Irshad Farmati Hain
Mere walid (Hazrat Abubakar siddiq) Bimaar Howe tu Unaho nay Wasiyat ki kay Mujhe Nabi Karim ﷺ ki Qabar Kay Paas lejaya Jaye Aur Huzoor ﷺ Ijazat Maangi Jaaye aur Kaha jaaye Ye Abubakar Hain Ya Rasool Allah ﷺ kiya ineeh Aap kay pehlo mein Dafan kiya Jaaye? agar Tumhe Ijazat Mil Jaaye tu Dafan Kar dena aur agar ijazat Na mile tu Jannatul Baqi mein Dafan kar dena
Al khasaisul kubra vol
14-Imam jalaluddin siyuti likhty hain
Nabi Karim ﷺ Apni Qabar e Anwar mein Zinda Hain Aur Apni Qabr Mein Namaz Padhte Hain Aur Aap ﷺ ki Qabre Anwar per Farishta Muqarar Hai jo Aap ki Khidmat Mein {ummat}ka Salam Pahunchata Hai
AL Khasais ul kubra deobandi tarjama v 2 page 563
15-
Mufassire Quran Allama Aalosi likhty Hain
Hazrat isa Alehsalam Aasman say Nuzol Farmane kay Baad Huzoorﷺ ki Qabr e Mubarak say Bilmushafa Ahkam e Shariat Hasil Karen Gay Aur is baat ki
Dalil musnade abiyala ki Hadees Say bhi hoti Hai kay Mustafa Jane Rahmat ﷺ nay irshad Farmaya “Us Zaat KI Qasam jis kay Qabzaye Qudrat Mein Meri Jaan Hai Hazrat Isa Alehsalam zaror Nuzol Farmayen Gay Phir agar unaho Nay Meri Qabar Per Khade Hokar kaha ya Mohammad ﷺ tu Main Uneh Zaror
Jawab Dun Gaa
Tafsir e Roohul muani page 35
➖➖➖➖➖➖➖➖
16-Hazrat Abu huraira ؒFarmate Hain ky Nabi karim ﷺnay irshad farmaya zaror Hazrat Isa ibne Maryam Alehsalam Nazil Hun Gay Munsif Aur Imam Aadil Hun gay zaror wo Faj {ek jaga ka naam} kay Raste per Haj Ya Umra Kay Liye Chalen Gay Aur Bila Shuba wo Meri Qabar Per Aayen Gaye Hatta Ky Wo Mujh Say Salam Kahen Gay Aur bila shuba Main Un kay salam Ka Jawab Dun Ga
Musnad Abi Yaala vol 11 page 462
17-Hazrat imam Samhoodi ؒ {wafat 911 hijri} Farmate Hain
“Mustafa Jane Rahmat Ki Hayat bad e wafaat Mein Koi Shaq HiNahi Aur isi Tarah Tamam Ambiya Apni Qabron Mein Zinda Hain Unki Zindagi Shuhada Ki Zindagi Jis kay Bare Mein Allah Rabbul izzat Nay Apni Kitab Aziz ein Bataya Hai say Kahin Kamil Tar Hai”
Wafa ul Wafa vol 3 page 1352
18-Hazrat Imam Jalaluddin siyuti Farmate Hain
Ambiya e kiram ki Maut ka sirf aur Sirf Ye Matlab Hai kay wo Hamari
Nigahon Say OjhalHo Gaye Hain Aur Ham Unko
Nahi Dekh Patay
Amba ul Azkiya page 6
19-Wahabi molvi bhi Maan gaya Nabiﷺ Zinda Hain Aur Jagte Mein Mulaqat Bhi karte Hain
Wahabi Ghair Muqallid Molvi Likhta Hai
“Ek Din Main Masjid Mein Soya Howa Tha Ek Shaks Nay Mujhe Aakar Jagaya Aur kaha Kay Mere Sath Chalo Tumko Rasool Allah ﷺBulate Hain Main uskay Sath Ho liya Jab Gauon say Bahar Nikla tu Dekhta Hun Kay Huzoor ﷺKi Palki Padi Hai Hazir Hokar Main Nay Salam Kiya Aap Nay Mera Hath Pakad Liya Aur Farmaya Gulam Rasool Hum Tumhari Masjid Ko Jana Chahte Hain Aap ﷺMera Hath Pakde Rakha Aur Palki walon Palki Utha li Masjid Mein Tashrif Lakar Isi Pakde Hath say Mujhe Membar per Bithaya Aur Farmaya Waaz kiya Karo Tum say Logo Ko Hidayat Hogi Tumhari Yahi Jaaye bood wa Baash hai
“Hayat Gulam rasool Page 141”
19-Shah wali ullah muhaddis dehlvi Kay Taluk say wahabi Jamat Ka kehna Hai ki UNki fikar sah wali Ullah Muhaddis Dehlvi Ki fikr ek Hai
Wahabiya Ki Kai kutub Mein Shah Wali Ullah Muhaddis dehlvi Ka zikr Milta hai aur wahabi Ghair Muqallid shah sahib Ko apna Peshwa sabit Karte Hain
Wahabia Ghair Muqallid Ki Chand Kutub Jismein Wahabion Nay shah wali Ullah Muhaddis Ka zikr e Khair KIya Hai
1. Tarajim Ulama e Ahle Hdees vol 1 page 4
Is men Shah Wali ullah Muahsddid Dehlvi Ko Hujjullah Likha Hai
2.Tareekh e Ahle Hadees musannif Ibrahim Sialkoti
Is kitab kay Pagg 457 pr Hazarat Shah Wali ullah kay taluk say likha Hai
“imam ul Hind Hakim ul Ummat Baqiyatul salaf Hujjatul Khalf”
4.40 Ulame Ahle Hadees page 18 per
5.Tazkiratul Nubla fi Tarajim page 38 per
Pata chala ki shah Wali Ullah Muhaddes Dehlvi Wahbion Kay Imam Aur Hujjatullah aur ummat Kay Hakeem Hain
Ab aayen sah Wali Ullah Muhaddis Ka Aqida Huzoor ﷺ Ki Hayat kay taluk say Unki Kitab say Mulahiza Kare
Iska kitab Ka Trajama Bhi Wahabion Ka kiya Howa Hai wqaiya Ki puri Tafsil Aap scan Page Mein Dekh Leen
Waqiye Ka maa Hasal Yahi hai ki Huzoorﷺ wafaat kay Baad bhi Zinda hain Aur auliya Allah aur Apn chahne Walon Ko apna Jala Bhi Dekha Tay Hain
Mumkin Hain wahabi Apni Aadat Kay Mutabiq Kahen Ki hum Sirf Qurana wa Hadees hi Mante Hain shah wali ullah ki Baat Hamare hujjat nahi ?
Hum kehte hain ki Aaap Shah wali ullah Ko hujjat ullah mante ho Imam Mante Ho
Ya tu Aap ye Kahen Ki ye Waqiya Jhota Hai? Ya kahen Ki Shah wali Ullah Ka Aqida Shirkiya Yha?
Agar Aaap in dono mein say Koi ek Baat bHi shah wali Ullah Muhaddis Dehlvi Kay Taluk say Kaho get u Aap log khud hi Phans jawo Ge is Liye MUshrik aur Jhotha Imam aur Hujjatullah nahi Hota
Faisla Aap Log KareN Hayat Un Nabi Ka Aqida Maane Ya Apne Imam Ko Jhota Aur Mushrik Kahen
Ambiya Apni Qabron mein Zinda Hain*
Shah Abdul Aziz Ibne Shah wali ullah Muhaddis Dehlvi ka Aqida
Qist 23 Mein Hum Nay imam ul Hind hazrat Shah wali Ullah Muhaddis Dehlvi ka Nabi ﷺ ki Hayat per Hawala pesh kiya Hum Nay Bataur Tanz Shah Wali Ullah Muhaddis Dehlvi Ko wahabio Kay Imam Likha is liye Ki jab Wo Hazrat shah wali Ullah Muhaddis Ko Apna agar Imam Mante Hain TU unkay Bataye Howe Aqiday Ko Bhi Manna Pade Ga
Haqiqat Tu Yahi Hai Ki Hazrat Shah wali Ullah Muhaddis Dehlvi Ahle Sunnat Kay Imam Hain Jinki Kutub Say Ahle Sunnat Ka Aqaid Zahir Hain Infaas Ul Arifin. Fuzuzaul Harmain Al Qaul Al Jali iska Bolta Sabot Hain Hazrat Shah wali Ullah Milad Tasarufat auliya ilm Ghaib Aur Huzoor Kay Hayat hone kay Qail Thy
Lihaza Shah Wali Ullah Hum Sunnion Kay Imam Hain Aur Yahi Haqiqat Hai
Ab Hum Ibne Shah wali Ullah Hzart Shah Abdul Aziz muhaddid Dehlvi Ka Aqida Hayat Un Nabi ﷺ Bhi Batatay Hain Hazrat Shah Abdul Aziz Muhaddis Dehlvi Nay Apne Fatwa Mein Hayat Un Nabi Per Kai Ahadees Naqal Farmaye Hain Tasil scan Page Mein Mulaheza Karen
Note-yaad Rahe Hazrat Shah Abdul Aziz Muhaddis Dehlvi Ko Bhi wahabi Apna Imam Mante Hain*